MaiN Our Meri Tanhayii

इस ज़िंदगी के उतार-चढ़ाव के साथ कई कवि सम्मेलनों और महफ़िलों में शिर्कत करते हुए ज़हन से निकले अहसास, अल्फास बनकर किस तरह तहरीरों में क़ैद हुए मुझे खुद भी इसका अहसास नहीं हुआ | मेरे ज़हन से अंकुरित अहसास अपनी मंजिल पाने को कभी शेर, नज़्म , कता, क्षणिका, ग़ज़ल और न जाने क्या-क्या शक्ल अख्तियार कर गया | मैं काव्य कहने में इतना परिपक्व तो नहीं हूँ | लेकिन प्रस्तुत रचनाएँ मेरी तन्हाइयों की गवाह बनकर आपका स्नेह पाने के लिए आपके हवाले है उम्मीद है आपका सानिध्य पाकर ये रचनाएँ और भी मुखर होंगी |

▼
Tuesday, November 16, 2010

Bejaar Zindagi ko maiN toh ddhone laga hooN

›
बेजार ज़िंदगी को मैं तो ढोने लगा हूँ , तनहा हूँ तन्हायी को मैं  खोने लगा हूँ | न देना अब आवाज़ मुझे मेरे जाने के बाद , यादें सभी जो दिल में ...
Thursday, October 21, 2010

Shiddat se jisne chaha, usko chah na sake hum

›
Shiddat se jisne chaha, usko chah na sake hum Jisko hamne dil se chaha, usko paa na sake hum DuniyaaN meiN ai khuda bata ye khel kais...
Friday, October 8, 2010

Meri tanhaaiyoN me ab tu mujhe bulaane lagi hai

›
Meri tanhaaiyoN me ab tu mujhe bulaane lagi hai Meri manzileiN jo adig thieN unhe hilaane lagi hai KyuN nahiN karte hisaab un beete hue lamh...
3 comments:

Galat Fehmi ka shikar shayad woh hone lage

›
Galat Fehmi ka shikar shayad woh  hone lage Apne hathoN khud hi adhikar woh khone lage Kar liya hai agar khud hi faisla bin adalat usne A...
4 comments:

Unki baatoN se seena chhalni hua hai

›
Unki baatoN se seena chhalni hua hai Woh khush rahe dil se nikli ye dua hai Khoon se lathpath ahsasoN ne bhi  ab Tere dil se nikli aahoN ...

Unke kadmoN ko tumne sach khoob pehchana hai

›
Unke kadmoN ko tumne sach khoob pehchana hai Tumhaari soch ka jaanta hooN yahi ik thhikana hai Apne  kadmoN ko yahiN per rok lete toh achh...

Kitni raahat mili hai poora toot jaane ke baad

›
Kitni raahat mili hai poora toot jaane ke baad Zindagi se jaa mile unke rooth jaane ke baad Pathhra gayii jo aaNkheiN  unke intezar meiN Zin...

HasratoN ko kabhi chhupa ke na chaleiN

›
HasratoN ko kabhi chhupa ke na chaleiN Jab bhi chaleiN mere saath saath chaleiN

Aasteen meiN saaNp ki jab bhi baat hoti hai

›
Aasteen meiN saaNp ki jab bhi baat hoti hai Dukhte haiN zakhm phir dard bhi saath hoti hai Dekhta hooN idher udher doondti hai nazreiN har t...

Na RaheiNge hum, par mere hone ka ahsaas toh hoga

›
Na RaheiNge hum, par mere hone ka ahsaas toh hoga Yaran-e-bazm sajegi, mere sheroN ka waas toh hoga

Meri aankhoN ko samander bana diya toone

›
Meri aankhoN ko samander bana diya toone Meri raahoN ko banjar bana diya toone Shikwe bhi shikayat bhi ab rehien adhhoorii Mere yadoN ko ...

MaiN khush hooN nahiN shikwa koi zamane se

›
MaiN khush hooN nahiN shikwa koi zamane se Merii iss baat ko kyuN jhoota bana diya toone Shayad khabar hai tumeh ke tanha hooN maiN Phir is ...

Tujhe na chhoRh sakta hooN,Tera ho bhi nahiN sakta

›
Tujhe na chhoRh sakta hooN,Tera ho bhi nahiN sakta Ye kaisi be-basi meri  yahaaN maiN ro bhi nahiN sakta तुझे न छोड़ सकता हूँ तेरा हो भी न...
1 comment:
Sunday, September 12, 2010

Woh shaks mujh ko is kadar badnaam kar gaya

›
... वो शख्स इस तरह मुझे बदनाम कर गया, दिल में छुपे वो राज़ सर-ए-आम कर गया । दिलचस्प बात ये कि उसे इल्म ही नहीं, नादानियों में हवस मिरे नाम ...
2 comments:

Aey mohabbat tu kar na mujhe alvida

›
Ghazal Aey mohabbat tu kar na mujhe alvida, mere aansoo palak se utar jaayeNge Jo rahey umra bhar dil me qaid sada, sare khwaab woh pal me ...
5 comments:
Thursday, August 12, 2010

Meri maiyyat pe aake chadaye jab phool

›
--> Meri maiyyat pe aake chadaye jab phool Dard hota hai kitna, woh kya jaane hai.  kyuN izazat nahiN ke uthhooN kabra se, M...
4 comments:
Saturday, July 31, 2010

Be-wafayi ki tohmat lagey na

›
Nazm Be-wafayi ki tohmat lagey na, ye batana mera farz hai Dard itna diya hai toone, meri saansoN me bhi darz hai Seh raha hooN dard-e-zub...
Sunday, July 18, 2010

Tere Ghar ka AaNgan mujhe barha suhana laga

›
Ek bete ka khat, maaN ke naam Tere Ghar ka AaNgan mujhe barha suhana laga Na jaane kyuN, kis kader mujhe ye purana laga MaiN bade itmina...
Tuesday, June 15, 2010

Saffar Zindagi ka mujhe har simt nibhana hai

›
Ghazal Saffar Zindagi ka mujhe har simt nibhana hai Dushman mire bahut par tu ik dost purana hai Mera har shabd bana hai tere hi shabdoN s...
5 comments:
Saturday, June 12, 2010

DuayeiN kerne wale dost

›
DuayeiN kerne waaloN se koi keh de ke baaz aa jaayeiN KahiN mere aakhiri saffar meiN koi Rukawat na aa jaaye.
3 comments:
‹
›
Home
View web version

कुछ मेरे बारे में

My photo
Harash Mahajan
View my complete profile
Powered by Blogger.