Ghazal
Saffar Zindagi ka mujhe har simt nibhana hai
Dushman mire bahut par tu ik dost purana hai
Mera har shabd bana hai tere hi shabdoN se
Unhe bas apne sheroN meiN bithhana hai.
Dard se bhara hai mere sheroN ka har misra
Tujhe ab ik-ik karke lamha-lamha sunana hai.
kab tak thaame gi tujhe, teri saanso ki Dore
Mujhe aaker. tujhe sapno meiN batlana hai.
Jee bhar ke jee lo is Zind ko jo asaaN toh nahiN
Dard ko bhoolne ka yahi ik sabab suhana hai.
Khuda ko bhi ab sun.na hoga, meri faryaad ko

Ke 'Harash' ko abhi ik roothha dost manana hai
Harash Mahajan @
Harash Mahajan @
Khuda ko bhi ab sun.na hoga, meri faryaad ko
ReplyDeleteKe 'Harash' ko abhi ik roothha dost manana hai
Very emotional creation..
Divya ji namaskaar/adaab...shukriyaa^h aapki pasandagii ke liye...Khaaksaar aapko apne iss chhote se GharoNde meiN aap ko Khush_aamdeed kahtaa hooN....our ummiid kerta hooN ke aaiNdah bhiii aapse mulaaqaat hotii rahegii...
ReplyDeleteShukriyaaa^h ek baar phir
Harash
Harsh ji,
ReplyDeletezaroor hoti rahegi !
aap bahut achha likhte hain.
Likhna jari rakhiye aur ek link mujhe humesha post kar diya kijiye
so that i won't miss out reading and commenting.
Regards.
Hello Harashji, aapki ye gazal phir se padh ke bahot achcha laga
ReplyDeleteSneha ji bahoot bahoot shukriyaa^h
ReplyDelete