_________Janam-Din-Mubarak___________
Tere janam-din pe tujhe aaj maiN kya pesh karooN
Dil ke jazbaat hi sochta hooN tujhe pesh karooN
Aaj bas hai nahiN kuchh paas meri bitia ke liye
Par ye baabul ka simta pyaar tujhe pesh karooN
Pal jo Gujare the tere saath bachhoN ki tarah
Sochta hooN wahi lamhaat tujhe pesh karooN
Kal ko hum hoN ke na hoN yaad tum rakhna isey
bhool na jaana jo alphaas tujhe pesh karooN
Ye "Harash" Deta tujhe shubhkaamna Neelam ke saNg
Woh bahaareiN bina patjhar ke tujhe pesh karooN.

Harash Mahajan
वाह! हर्ष जी,
ReplyDeleteपहले तो गुस्ताख़ी माफ़ आपकी 'जन्मदिन' अपनी बहिन विद्या के लिंक से कविता पढ़ी.. बहुत ही अच्छी लगी कि अपनी भावनाओं को लिखने पर मजबूर हो गया..
एकदम मार्मिक जज्बातों से, सुंदर अल्फाजों में पिरो कर लिखा है आपने इसमें.. सच में लगता है दिल निकाल कर रख दिया आपने.. आपकी बिटिया बहुत ही सौभाग्याशाली है जो आप जैसे सुंदर विचारों वाले पिता की छत्रछाया में पली बढ़ी.... आपकी भावनाओं की कद्र करते हुए ईश्वर से प्रार्थना करता हूँ कि आपकी बिटिया को ज़िन्दगी में सारी खुशियाँ मिलें और कामयाबी हासिल कर जीवन में हमेशा प्रगति के पथ पर अग्रसर हो...।
आपका मित्र
आपका बहुत बहुत शुक्रिया आपने इतने सुंदर शब्दों में हौंसला अफजायी की है ...शुक्रिया |
ReplyDelete